Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Lyrics | Tulsi Kumar

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Lyrics | Tulsi Kumar

Mantra Na Jaanu Bhajan Na Jaanu
Na Jaanu Mein Koi Dikhava
Bade Prem Se Aadar Se Hari
Bhej Rahi Hun Tumko Bulawa

Meri Kutiya Ko Mandir Sa Paavan Kar Jana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Kitna Sundar Roop Tumhara Hai Mere Bhagvanta
Tumko Apne Hriday Mein Rakhte Mahavir Hanumanta
Kitna Sundar Roop Tumhara Hai Mere Bhagvanta
Tumko Apne Hriday Mein Rakhte Mahavir Hanumanta

Tum Raam Vesh Mein Aana Tum Raam Vesh Mein Aana
Sita Sath Leke Dhanush Hath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Janamjanam Se Tumhe Pukaro Hai Mere Banwari
Mor Pankh Pitambar Dhari Aao Raas Bihari
Ho Janamjanam Se Tumhe Pukaru Hai Mere Banwari
Mor Pankh Pitambar Dhari Aao Raas Bihari

Tum Shyam Vesh Mein Aana Tum Shyam Vesh Mein Aana
Radha Sath Leke Murali Hath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Singer Tulsi Kumar
Music Composer Aditya Dev
Lyricist Manoj Muntashir
Star Cast Tulsi Kumar
Label T-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *