Kabhi Nahi Pad Sakta Lyrics | Nasha Vol. 2 – Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Kabhi nahi pad sakta
Kabhi nahi pad sakta
Yaaron maikhaane mein tala
Kabhi nahi pad sakta
Yaaron maikhaane mein tala
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala

Jaam pe jaam chadhkar koi gham halka kar leta hai

Aur manaye jashn koi takrakar pyale se pyala
Aur manaye jashn koi takrakar pyale se pyala
Kabhi nahi pad sakta
Yaaron maikhaane mein tala
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala

Maikhane mein aaj kuch itni
Maikhane mein aaj kuch itni
Maikhane mein aaj kuch itni
Bheed hai peene waalon ki
Maikhane mein aaj kuch itni
Bheed hai peene waalon ki
Maikhane mein aaj kuch itni
Bheed hai peene waalon ki
Ghar pe jakar so nahi sakta maikhane ka rakhawala
Ghar pe jakar so nahi sakta maikhane ka rakhawala
Kabhi nahi pad sakta
Yaaron maikhaane mein tala
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala

Wo saawan ho ya patjadh ho jaam chalkaate rehte hai

Peene se kab ruk sakta hai jo hai may ka matwaala
Peene se kab ruk sakta hai jo hai may ka matwaala
Kabhi nahi pad sakta
Yaaron maikhaane mein tala
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala
Shehar hai peenewala
Shehar hai peenewala
Shehar hai peenewala
Shehar hai peenewala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *