Kabhi Na Bigde Song Lyrics from the movie/album Moti Mahal released in the year 2013 starring Ajit, Suraiya. The song Kabhi Na Bigde was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). The music was given by Hansraj Behl, Hansraj Behl, Prem Dhawan. The music rights for song purely belongs to Ravindra Dave

Kabhi Na Bigde Lyrics

Kabhi Na Bigde Kisi Ki
Motar Rashte Mein
Kabhi Na Bigde Kisi Ki
Motar Rashte Mein
Khade Raho Bas Bebas
Hokar Rashte Mein
Kabhi Na Bigde Kisi Ki
Motar Rashte Mein

Kapde Ho Maile Muh Kala Kala
Ho Badhu Naiya Ya Madhubala
Ho Badhu Naiya Ya Madhubala
Bade Bade Bhi Ban Jaya Karte Hai
Jokar Rashte Mein
Bade Bade Bhi Ban Jaya Karte Hai
Jokar Rashte Mein
Kabhi Na Bigde Kisi Ki
Motar Rashte Mein

Bar Bar Handal Ko Ghmaya
Dhakke De De Sar Chakraya
Dhakke De De Sar Chakraya
Nikal Gaya Hai Apna To Haye Re
Kachumar Rashte Mein
Nikal Gaya Hai Apna To Haye Re
Kachumar Rashte Mein
Kabhi Na Bigde Kisi Ki
Motar Rashte Mein

Tel Pilaya Dala Pani
Par Zalim Ne Ek Na Mani
Par Zalim Ne Ek Na Mani
Yaad Aati Hai Humko Nani
Ab Ro Ro Kar Rashte Mein
Yaad Aati Hai Humko Nani
Ab Ro Ro Kar Rashte Mein
Kabhi Na Bigde Kisi Ki
Motar Rashte Mein

Sach Kahti Hai Dunia Sari
Chalti Ka Hi Naam Hai Gadi
Chalti Ka Hi Naam Hai Gadi
Motar Bhi Chhakda Hai
Jab Ho Jaaye Panchar Raste Mein
Motar Bhi Chhakda Hai
Jab Ho Jaaye Panchar Raste Mein
Kabhi Na Bigde Kisi Ki
Motar Rashte Mein
Khade Raho Bas Bebas
Hokar Rashte Mein
Kabhi Na Bigde Kisi Ki
Motar Rashte Mein.

Share your thoughts

Hansraj, Suraiya, Mahal, Kabhi, Bigde, Moti, Behl, Dhawan, Na, Prem