Kabhi Khushiyon Ki Sargam Likhenge Kabhi Aankho Lyrics | Mrityudaata | Alka Yagnik, Vinod Rathod, Mohammed Aziz | Anand Milind

Kabhi khushiyo ki sargam likhenge kabhi aankho ka pani likhenge

Milke ab hum bade pyar se zindagi ki kahani likhenge

Kabhi aankho ka pani likhenge kabhi khushiyo ki sargam likhenge

Sur saje na saje gungunate rahe
Dard me bhi sada muskarate rahe
Ek duje ki baho me baithe rahe
Sat phero ki rasme nibhate rahe
Umar ke is hansi dor ko hum waqt ki maharbani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge kabhi aankho ka pani likhenge

Rat dhal jayegi din gujar jayenge
Apni palko me sapne sawar jayenge
Khushbu sanso me aake sama jayegi
Phul chahat ke harsu bikhar jayenge
Dil ke mahake huye gulsita pe dhadkano ki rawani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge kabhi aankho ka pani likhenge

Ab kisi mod par bhi na bichhadege hum
Bant lenge jo aayega koi bhi gam
Aaj se aur abhi se ye wada raha
Jaan deke nibhayenge apni kasam
Humne socha hai ab naam tere apni ye zindagani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge kabhi aankho ka pani likhenge
Milke ab hum bade pyar se zindagi ki kahani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge kabhi aankho ka pani likhenge

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *