Kabhi Khushiyo Ke Nagme Hai Kabhi Gum Ka Tarana Hai
Yahi Dasture Duniya Haiyahi Darde Jamana Hai
Kabhi Khushiyo Ke Nagme Hai Kabhi Gum Ka Tarana Hai
Samjh Kuch Bhi Nahi Aata Bas Itna Hum Samajhte Hai
Bahana Fir Hakikat Hai Hakikat Bhi Bahana Hai
Yahi Dasture Duniya Hai Yahi Darde Jamana Hai
Suno Is Jindagi Ki Dasta Tumko Sunate Hai
Hai Dil Me Dard Ka Tufa Labo Ko Muskurana Hai
Yahi Dasture Duniya Hai Yahi Darde Jamana Hai
Mai Nahi Majhi Sahi Lekin Mujhe Ulfat Hai Is Dar Se
Mujhe Har Ek Kimat Par Tere Ghar Ko Basana Hai
Yahi Dasture Duniya Haiyahi Darde Jamana Hai
Kabhi Khushiyo Ke Nagme Hai Kabhi Gum Ka Tarana Hai
Kabhi Khushiyo Ke Naghme Hai Song Lyrics from the movie/album Tarang released in the year 2018. The song Kabhi Khushiyo Ke Naghme Hai was sung by Rajkumari. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by I C Kapoor
Share your thoughts