Kabhi Khili Dil Ki Kali (Duet) Song Lyrics from the movie/album Gharibi Hatao released in the year 2018. The song Kabhi Khili Dil Ki Kali (Duet) was sung by Mohammed Rafi, Sharda. The music was given by Sharda. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi

Kabhi Khili Dil Ki Kali (Duet) Lyrics

Kabhi Khili Dil Ki Kali
Gam Ki Kabhi Hawa Chali
Kabhi Fiza Kabhi Hai Bahar
Yahi To Hai Duniya
Yahi Hai Sansar
Koi Nahi Chhota Yaha
Koi Nahi Bada Yaha
Kismat Ka Kya Eaitbar
Yahi To Hai Duniya
Yahi Hai Sansar
Koi Nahi Chhota Yaha
Koi Nahi Bada Yaha

Lapki Thi Bijali Si Dil Me
Unse Jab Jab Nazare Mili
Kitni Hi Baate Chaha Kahna
Lekin Jubaan Naa Khuli
Kitni Bhi Baate Chaha Kahan
Lekin Jubaan Naa Khuli
Dil Me Chhupa Raha Dil Ka Pyaar
Yahi To Hai Duniya
Yahi Hai Sansar
Koi Nahi Chhota Yaha
Koi Nahi Bada Yaha

Base Hai Dil Me Arma Itne
Jinka Hisab Nahi
Pure Honge Inme Kitne
Koi Jawab Nahi
Pure Honge Inme Kitne
Koi Jawab Nahi
Ek Hai Dil Sapne Hajar
Yahi To Hai Duniya
Yahi Hai Sansar
Koi Nahi Chhota Yaha
Koi Nahi Bada Yaha

Jivan Ki Lambi Lambi Rahe
Le Jayengi Kaha
Tal Na Sakegi Zudai
Phir Bhi Aashaye Hai Jawa
Milan Ki Aarzu Barkarar
Yahi To Hai Duniya
Yahi Hai Sansar
Koi Nahi Chhota Yaha
Koi Nahi Bada Yaha
La La La La La La La La

Share your thoughts

Gharibi hatao, Kabhi khili dil ki kali, Kabhi khili dil ki kali kishore kumar sharda / qamar jalalabadi gharibi hatao (1973), Mohammad rafi hit songs, Mohammed rafi, Pukarta chala hoon main lyrics, Bharat sharma vyas bhojpuri, Mohammed rafi lata mangeshkar songs, Pukarta chala hoon main mohammed rafi, Mohammed rafi pukarta chala hoon main, Bharat sharma vyas ke nirgun geet, Bharat vyas sharma ke nirgun geet, Bharat sharma vyas song, Sharda sinha, Bharat sharma vyas nirgun