Kabhi Kabhi Pyar Main Lyrics  | Aatish | Faakhir Mehmood | Faakhir Mehmood | Awaz (Band)

Kabhi Kabhi Pyar Main Lyrics | Aatish | Faakhir Mehmood | Faakhir Mehmood | Awaz (Band)

Pehli nazar pehla milan
Badhnay lagi dil ki lagan

Bolay bina reh na sakoon
Tujh say magar keh na sakoon
Meri jaan kabhi tu sunay
Aankhein kiya kehti hain

Kabhi kabhi pyar mein
Thodri khushi thodra gham
Koi chalay sang har kadam
Kabhi kabhi pyar mein

Mana hai jo manzil tujhay
De he diya jab dil tujhay
Yeh to yaqeen hai bus mujhay
Paa loon gaa mein aakhir tujhay
Meri jaan kabhi tu sunay
Aankhein kiya kehti hain

Kabhi kabhi pyar mein
Thodri khushi thodra gham
Koi chalay sang har kadam
Kabhi kabhi pyar mein

Hona tha jo woh ho gaya
Kuch paa liya kuch kho gaya
Meri jaan kabhi tu sunay
Aankhein kiya kehti hain

Kabhi kabhi pyar mein
Thodri khushi thodra gham
Koi chalay sang har kadam
Kabhi kabhi pyar mein.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *