Kabhi Humari Mohabbat Ka Lyrics  | Nasihat | Dara Singh Randhawa, L Vijayalaxmi | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Kabhi Humari Mohabbat Ka Lyrics | Nasihat | Dara Singh Randhawa, L Vijayalaxmi | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Kabhi hamari mohabbat intihan na lo
Kabhi hamari mohabbat intihan na lo
Hamara dil to liya hai hamari jaan na lo
Kabhi hamari mohabbat intihan na lo

Vaha hujur to pikar sharab jite hai
Yaha ham apne kaleje ka khun pite hai
Yaha ham apne kaleje ka khun pite hai
Hamari jaan tumhari hai
Apni jaan na lo
Hamara dil to liya hai hamari jaan na lo
Kabhi hamari mohabbat intihan na lo

Tumhari ek mohabbat bari najar ke liye
Sukun dil ka lutaya hai umar bar ke liye
Sukun dil ka lutaya hai umar bar ke liye
Yahi garib ki daulat hai maharban na lo
Hamara dil to liya hai hamari jaan na lo
Kabhi hamari mohabbat intihan na lo.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *