Kabhi Chaand Bankar Tum Raaton Mein Aa Gaye Song Lyrics from the movie/album Lottery released in the year 2018 starring Abhijeet Sawant, Sanjay Narvekar. The song Kabhi Chaand Bankar Tum Raaton Mein Aa Gaye was sung by Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Hemant Prabhu. The music was given by Sanjay Pathak, Santosh Singh. The lyrics were Penned by Kumaar

Kabhi Chaand Bankar Tum Raaton Mein Aa Gaye Lyrics

Kabhi Chaand Bankar Tum Raaton Mein Aa Gaye
Pata Hi Na Chala Pata Hi Na Chala
Kab Haath Tere Haathon Mein Aa Gaye
Pata Hi Na Chala Pata Hi Na Chala
Mujhpe Toh Saaya Tha Behoshiyon Ka
Mujhpe Toh Saaya Tha Behoshiyon Ka
Baahon Mein Meri Kab Aaye
Pata Hi Na Chala Pata Hi Na Chala
Pata Hi Na Chala Pata Hi Na Chala
Pata Hi Na Chala Pata Hi Na Chala

Honth Sukhe The Aur Dur Thi Baarishein
Pyaasi Pyaasi Thi Meri Sabhi Khwaaishein
Honth Sukhe The Aur Dur Thi Baarishein
Pyaasi Pyaasi Thi Meri Sabhi Khwaaishein
Dil Ke Aasmaan Pe Tanhaayiya Thi
Dil Ke Aasmaan Pe Tanhaayiya Thi
Pyaar Ke Baadal Kab Chhaaye
Pata Hi Na Chala Pata Hi Na Chala
Pata Hi Na Chala Pata Hi Na Chala
Pata Hi Na Chala

Teri Baahon Mein Angadaayiya Tod Du
Apni Saansein Teri Saanso Se Jod Du
Teri Baahon Mein Angadaayiya Tod Du
Saansein Teri Saanso Se Jod Du
Soyi Thi Nindon Ki Geharaayiyon Mein
Soyi Thi Nindon Ki Geharaayiyon Mein
Kab Tune Armaan Jagaaye
Na Na Na Na Na Na Na

Kabhi Chaand Bankar Tum Raaton Mein Aa Gaye
Kab Haath Tere Haathon Mein Aa Gaye
Pata Hi Na Chala Pata Hi Na Chala
Na Na Na Na Na Na Na
Pata Hi Na Chala

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kab chand bankar, Kalyani | khortha jharkhand song | shiva music hamar jharkhand, Sunidhi chauhan, Sajni ge mann mohini | subhas das, Kusum chauhan ke naye bhajan, Kusum chauhan ki awaz mein bhajan, Shankar bholanath hai tumhara hamara, Mujhe teri mohabbat ka sahara karaoke with lyrics, Kusum chauhan ke bhajan, Mujhe teri mohabbat ka sahara lyrics, Lyrics hat ja tau, Chaand kaa tukdaa salman khan, Kusum chauhan bhajan, Lottery, Anikriti chauhan