Kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Dil divana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar
Kya aitbar
Kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Dil divana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar
Kya aitbar
Aaj mujhko laga baat kuchh hai jurur
Pass kitne ho tum jab hue mujhse dur
Bekarari hai kyon
Yeh khumari hai kyon
Kyon pareshan hai
Kyon yeh armaan hai
Tum kya gaye ho janam
Sang le gaye bahar
Tum kya gaye ho janam
Sang le gaye bahar
Dil divana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar
Kya aitbar
Sach kahu pyaar kya hai mai nahi janta tha
Pyaar ki batein sach hai mai nahi manta tha
Kya mujhe ho raha hai kya meraa kho raha hai
Mujhko ehsaas hai kya meri pyaas hai
Tu nahi pass mere
Hai teraa intejaar
Tu nahi pass mere
Hai teraa intejaar
Dil divaana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar
Kya aitbar
Kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Dil divana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar
Kya aitbar
Kabhi socha naa tha maine

