Kabhee Kabhee Bejuban Parvat Bolate Hain Song Lyrics from the movie/album Johny I Love You released in the year 2018 starring Sanjay Dutt, Rati Agnihotri. The song Kabhee Kabhee Bejuban Parvat Bolate Hain was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Rakesh Kumar. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Kabhee Kabhee Bejuban Parvat Bolate Hain Lyrics

Kabhi Kabhi Bezuban Parvat Bolte Hain Ho
Kabhi Kabhi Bezuban Parvat Bolte Hain
Parvaton Ke Bolne Se Dil Dolte Hain
Kabhi Kabhi Bezuban Parvat Bolte Hain Ho
Parvaton Ke Bolne Se Dil Dolte Hain

Apne Kayalo Se Mai Sharama Rahi Hoon
Madahosh Hu Hosh Me Nahi Aa Rahi Hoon
Baithi Hu Doli Me Kahi Ja Rahi Hoon
Raste Me Mera Ghunghat Woh Kholte Hain
Kabhi Kabhi Bezuban Parvat Bolte Hain Ho
Parvaton Ke Bolne Se Dil Dolte Hain

Hotho Pe Aa Jaye Agar Dil Ki Batein
Kaise Chhupaye Ye Najar Dil Ki Batein
Dil Me Hi Rahti Hai Magar Dil Ki Batein
Log Premiyo Ke Man Ko Tatolte Hai
Kabhi Kabhi Bezuban Parvat Bolte Hain Ho
Parvaton Ke Bolne Se Dil Dolte Hain
Parvaton Ke Bolne Se Dil Dolte Hain
Kabhi Kabhi Bezuban Parvat Bolte Hain

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Bollywood song kabhi kabhi bezubaan parvat bolate hain, Prakash mali kabhi kabhi bezubaan parvat bolte, Lata mangeshkar songs, Kabhi kabhie movie songs, Rajesh roshan best songs, Kabhi kabhi bezuban parbat, Rajesh roshan, Kabhi kabhi bezuban, Kabhie to hasaye kabhie to rulaye, The legend forever - lata mangeshkar - vol.4, Kabhi kabhie songs, Kabhie kabhie songs, Johny i love you, Kabhi kabhie film songs