Kabhee Alvida Naa Kehna Lyrics | Kabhi Alvida Na Kehna | Sonu Nigam, Alka Yagnik | Shankar Ehsaan Loy

Kabhee Alvida Naa Kehna Lyrics | Kabhi Alvida Na Kehna | Sonu Nigam, Alka Yagnik | Shankar Ehsaan Loy

Tumko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai juda dono ka rasta
Dur jake bhi mujhse
Tum meri yado mai rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Tumko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai juda dono ka rasta
Dur jake bhi mujhse
Tum meri yado mai rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Jitni thi khushiya sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi
Aata nahi
Aansu hai ki hai angare
Aag hai kab aankho se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Rut aa rahi hai rut ja rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh halka itna hai gehra
Sadiyo me hoga halka nahi
Halka nahi
Kaun jane kya hona hai
Hamko hai abb kya kya sehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tumko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai juda dono ka rasta
Dur jake bhi mujhse
Tum meri yado mai rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *