Kab tak uthaye aur ye gum intzar ka
Kab tak uthaye aur ye gum intzar ka
Aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka
Kab tak uthaye aur ye gum
Tufan gum ke aaye ya hawaye julm ki
Tufan gum ke aaye ya hawaye julm ki
Fir bhi na bujh sakega ye chirag pyar ka
Aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka
Kab tak uthaye aur ye gum
Aye kash ke dildar jab ho unse mulakat
Aye kash ke dildar jab ho unse mulakat
Itna to na dile bekarar tha
Aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka
Kab tak uthaye aur ye gum
Fariyad karne wale ab fiza ka khof kya
Fariyad karne wale ab fiza ka khof kya
Dar pe tere aa pahucha hai mausam bahar ka
Aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka
Kab tak uthaye aur ye gum

