Kab Kaha Ki Mujhe Lyrics | Siyahat  A Journey Through Emotions  (Album) | Shishir Parkhie | Shishir Parkhie

Kab Kaha Ki Mujhe Lyrics | Siyahat A Journey Through Emotions (Album) | Shishir Parkhie | Shishir Parkhie

Kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
Kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo
Kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo

Rukh se parda hatana maisar na ho
Rukh se parda hatana maisar na ho
Rukh se parda hatana maisar na ho
Meri nazaro ko tum aaina maan lo
Meri nazaro ko tum aaina maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo
Kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo

Ye zamana tumhen bhi sataye agar
Ye zamana tumhen bhi sataye agar
Ye zamana tumhen bhi sataye agar
Tum mere ishq ko aasara maan lo
Tum mere ishq ko aasara maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo
Kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo

Hain khuda ki bhi marzi ke hum tum mile
Hain khuda ki bhi marzi ke hum tum mile
Hain khuda ki bhi marzi ke hum tum mile
Waqt ka tum zara faisla maan lo
Waqt ka tum zara faisla maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo
Kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo
Humsafar humnashi humnawa maan lo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *