Aankh Naa Milti
Paas Na Aate
Chahat Ka Ijhaar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Aankh Naa Milti
Paas Na Aate
Chahat Ka Ijhaar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Raah Parayi Jo Apnayi
Dur Huyi Apni Manjil
Aaya Wo Tufan Ke Jisme
Dub Gaya Dil Ka Saahil
Bhul Na Hoti Hamse Jo Aisi
Jivan Ek Majhdhar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Ashko Se Jo Mit Na Paaye
Daaman Par Wo Dag Laga
Hamko Kitni Der Me Sab Kuch
Khone Ka Ehsaas Huwa
Pachtaave Ki Aag Na Jalti
Sine Me Armaan Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Aankh Naa Milti
Paas Na Aate
Chahat Ka Ijhaar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kash Ye Pyar Na Hota
Kaash Yeh Pyaar Naa Hota Song Lyrics from the movie/album Tezaab - The Acid Of Love released in the year 2018 starring Mighty Khan, Shruti Sharma. The song Kaash Yeh Pyaar Naa Hota was sung by K. K.. The music was given by Roopkumar Rathod. The lyrics were Penned by Shakeel Azmi
Share your thoughts