Kaash Dil-E-Nadaan Song Lyrics from the movie/album Imaandaar released in the year 2016 starring Sanjay Dutt, Farha. The song Kaash Dil-E-Nadaan was sung by Anjana, Prakash Mehra, Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Sushil Malik. The music was given by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. The lyrics were Penned by Prakash Mehra. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kaash Dil-E-Nadaan Lyrics

Aye Kaash Dil-e-nadaan
Aye Kaash Dil-e-nadaan
Aaisa Na Kiya Hota Pyar Kiya Hota
Sauda Na Kiya Hota Pyar Kiya Hota
Sauda Na Kiya Hota
Aye Kaash Dil-e-nadaan

Vaada Wafa Ka Humne Kis Mod Pe Hain Toda
Vaada Wafa Ka Humne Kis Mod Pe Hain Toda
Haste Kisi Chaman Ko Veeran Karke Chhodha
Veeran Karke Chhodha
Masoom Kisi Dil Ko Dhokha Na Diya Hota
Masoom Kisi Dil Ko Dhokha Na Diya Hota
Pyar Kiya Hota Sauda Na Kiya Hota
Aye Kaash Dil-e-nadaan

Khwaabon Ke Aashiyaan Pe Bijli Girayi Humne
Khwaabon Ke Aashiyaan Pe Bijli Girayi Humne
Daulat Se Mohabbat Ki Keemat Lagai Humne
Keemat Lagai Humne
Neelam Main Hua Tha Dil Toh Na Bika Hota
Neelam Main Hua Tha Dil Toh Na Bika Hota
Pyar Kiya Hota Sauda Na Kiya Hota
Aye Kaash Dil-e-nadaan

Ek Bezubaan Dil Ki Duniya Tabaah Kar Ke
Ek Bezubaan Dil Ki Duniya Tabaah Kar Ke
Laute Hai Aaj Hum Yeh Kaisa Gunaah Karke
Kaisa Gunaah Karke
Yu Naam Mohabbat Ka Ruswaa Na Kiya Hota
Yu Naam Mohabbat Ka Ruswaa Na Kiya Hota
Pyar Kiya Hota Sauda Na Kiya Hota
Aye Kaash Dil-e-nadaan
Aaisa Na Kiya Hota Pyar Kiya Hota
Sauda Na Kiya Hota
Aye Kaash Dil-e-nadaan
Aaisa Na Kiya Hota Pyar Kiya Hota
Pyar Kiya Hota Sauda Na Kiya Hota
Aye Kaash Dil-e-nadaan.

Share your thoughts

No Keywords