Kaash Aisa Lyrics  | MTV Unplugged: Season 5 | Hariharan | Hariharan

Kaash Aisa Lyrics | MTV Unplugged: Season 5 | Hariharan | Hariharan

Kaash aisa koi manzar hota
Kaash aisa koi manzar hota
Mera kaandhe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota
Mera kaandhe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota

Jama karta jo mein aaye huve sang
Jama karta jo mein aaye huve sang
Sar chhupane ke liye ghar hota
Sar chhupane ke liye ghar hota
Mera kaandhe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota

Is balandi pe bahut tanha hu
Tanha hu bahut tanha hu
Tanha hu tanha hu
Is balandi pe bahut tanha hu
Kaash mein sab ke barabar hota
Kaash mein sab ke barabar hota
Mera kaandhe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota

Usne uljha diya dhuniya mein mujhe
Usne uljha diya dhuniya mein mujhe
Varna ek aur kalandar hota
Varna ek aur kalandar hota
Mera kaandhe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota
Mera kaandhe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *