Kaam Karo Bhai Kaam Karo Song Lyrics from the movie/album Jeet released in the year 2016 starring Dev Anand, Suraiya. The song Kaam Karo Bhai Kaam Karo was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Vinod. This movie/album was directed by Mohan Sinha. The music was given by Shyam Babu Pathak. The lyrics were Penned by Prem Dhawan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kaam Karo Bhai Kaam Karo Lyrics

Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo
Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo

Aao Apna Jeewan
Badlen Badal Rahaa Sansaar
Aao Apna Jeewan
Badlen Badal Rahaa Sansaar
Na Koyi Bekaar Rahe
Aur Na Koyi Laachaar
Na Koyi Bekaar Rahe
Aur Na Koyi Laachaar

Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo
Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo

Kaam Hai Apni Shakti
Bhaiyaa Kaam Hai Apni Bhakti
Kaam Hai Apni Shakti
Bhaiyaa Kaam Hai Apni Bhakti
Iske Bal Pe Apni Bigdi
Kismat Hai Ban Sakti
Iske Bal Pe Apni Bigdi
Kismat Hai Ban Sakti

Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo
Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo

Reet Puraani Chhodo Chhodo
Jhoothe Bandhan Todo
Reet Puraani Chhodo Chhodo
Jhoothe Bandhan Todo
Naye Samay Se Naye
Jagat Se Apna Naataa Jodo
Naye Samay Se Naye
Jagat Se Apna Naataa Jodo

Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo
Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo

Aao Ek Ho Jaayen Hum
Aapas Ke Bhed Mitaayen
Aao Ek Ho Jaayen Hum
Aapas Ke Bhed Mitaayen
Gair Nahin Hai Koyi Ghar
Ghar Ye Sandesh Sunaayen
Aao Ek Ho Jaayen Hum
Aapas Ke Bhed Mitaayen

Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo
Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Tum Jag Mein Apna Naam Karo.

Share your thoughts

No Keywords