Kaal Kyon Thartharata Hai Lyrics | Mahabharat | Zubeen Garg | Rajendra Shiv

Kaal Kyon Thartharata Hai Lyrics | Mahabharat | Zubeen Garg | Rajendra Shiv

Kaal kyu tharthrata hai kyu gagan kahana chahta hai
Kaal kyu tharthrata hai kyu gagan kahana chahta hai
Barse aaba har disha me hai kharabi parathana me

Gali nagaro me hai aag bano me bal ka ahnkar hai
Arman chamke hai jharne kadabi hai hamse na taiyar hai
Bhadki jvala hai faja me bandhuo ki is katha me

Vade aur aankhon me dhadkan me sanso me anjana bhay chha gya
Bharpur dekhe hai kuch aaj soche hai ye mai kaha aa gya
Jay vijay ki kamna me rakt bikhra har disha me
Kaal kyu tharthrata hai kyu gagan kahana chahta hai
Barse aaba har disha me hai kharabi parathana me

Ha ye ganga ka pyara beta hai ban saiya par pyasa leta hai
Jab pyase adhar bulate hai arjun hi pyas bujhate hai
Ye kaise nate rishte hai pahiye me kaal ke piste hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *