Kaagaz Ki Naav Paani Mein Lyrics | Mann Pasand – Roop Kumar Rathod | Roop Kumar Rathod | Roop Kumar Rathod

Kaagaz Ki Naav Paani Mein Lyrics | Mann Pasand – Roop Kumar Rathod | Roop Kumar Rathod | Roop Kumar Rathod

Hosh rehta hai yu jawani mein
Jawani mein
Hosh rehta hai yu jawani mein
Hosh rehta hai yu jawani mein
Jawani mein
Jawani mein
Jawani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein
Hosh rehta hai yu jawani mein
Hosh rehta hai yu jawani mein
Jawani mein
Jawani mein
Jawani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein

Hosh madhosh hai jawani ka
Josh khamosh hai jawani ka
Mausamo ki tarah badal jaaye
Kabhi bahke
Kabhi sambhal jaaye
Iska rasta na koyi manjil hai
Iska tufan na koyi saahil hai
Yu machalti hai zindgani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein

Kya ajab cheej hai jawani bhi
Chhod jaati nahi nishani bhi
Dekhte dekhte chali jaaye
Ye kabhi laut kar nahi aaye
Umar bhar saath ye nahi rehti
Kuch nahi sunti
Kuch nahi kehti
Yu rahe dil ki rajdhani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein
Hosh rehta hai yu jawani mein
Hosh rehta hai yu jawani mein
Jawani mein
Jawani mein
Jawani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein
Jaise kaagaz ki naav paani mein

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *