Jogiya Banjara Song Lyrics from the movie/album Jogiya Banjara released in the year 2017. The song Jogiya Banjara was sung by Suraj Purohit. The music was given by Suraj Purohit. The lyrics were Penned by Abhishek Verma. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company

Jogiya Banjara Lyrics

Challiya Saath Kinara,
Jeevan Nadiya Ki Dhara,
Saara Jag Jeet Ke Bande,
Aayega Yahaan Tu Haara, (x2)

Kya Hai Tera Kya Hai Mera?
Mohmaaya Ka Phansaara,

Manva Jogiya Banjara,
(Manva Jogiya Banjara)

Manva Jogiya Banjara,
Kya Hai Tera Kya Hai Mera?
Mohmaaya Ka Fansaara,

Manva Jogiya Banjara..

Tan Ke Andar Jo Hai Zinda,
Mast Maula Sa Kalandar, (x2)

Jeevan Maran Se Pare Hai..
Jeevan Maran Se Pare Hai,
Udta Dhuaan Sa Dhurandar,

Dum Kheench Ke Tu Karle,
Oghad Mann Ka Guzara,

Manva Jogiya Banjara,
(Manva Jogiya Banjara)

Manva Jogiya Banjara,
Kya Hai Tera Kya Hai Mera?
Mohmaaya Ka Fansaara,

Manva Jogiya Banjara..

Jalti Lakdiyon Pe Baitha,
Tu Hi Shunya Hai Tu Hi Satya, (x2)

Ye Maati Hai Mokash Ki..
Ye Maati Hai Mokash Ki,
Janam Se Lekar Antt..

Yehi Thor Hai Humara,
Yehi Aakhri Kinara,

Manva Jogiya Banjara,
(Manva Jogiya Banjara)

Manva Jogiya Banjara,
Kya Hai Tera Kya Hai Mera?
Mohmaaya Ka Fansaara..

Share your thoughts

Suraj purohit, Jogiya banjara, Jogiya banjra, Biswajit purohit, Jogi banjaara, Purohit, Jogiya re, Rajasthani popular bhajan, Rajasthani bhajan, Mrityunjay mantra, Maha mrityunjay mantra, Hari bhajan, New haryanvi songs haryanavi, Kanwar bhajan, Rajasthani fagan, Kanwar bhajan 2015, Purana chang ra fagan, Majhya aaila jaun sanga, Latest kanwar bhajan 2015, Ram bhajan, Gajender phogat haryanvi song, Jogi jangam, Shiv bhajan, Pani aankhya ka gajender phogat