Jo Kuch Hame Kahna Hai
Ishaaro Se Kahenge Agar Tum Na Sunoge
Aji Agar Tum Na Sunoge
To Sitaro Se Kahenge
Jo Kuch Hame Kahna Hai
Yu Pyar Ki Najro Se Meri Or Na Dekho
Yu Pyar Ki Najro Se Meri Or Na Dekho
Meri Or Na Dekho
Ye Dekhne Vale
Ye Dekhne Vale
Hazaro Se Kahenge
Agar Tum Na Sunoge
Aji Agar Tum Na Sunoge
To Sitaro Se Kahenge
Jo Kuch Hame Kahna Hai
Shokhi Se Adao Se Najakat Se Najr Se
Shokhi Se Adao Se Najakat Se Najr Se
Najakat Se Najr Se
Hum Dil Ka Fasana
Hum Dil Ka Fasana
Inhi Charo Se Kahenge
Agar Tum Na Sunoge
Aji Agar Tum Na Sunoge
To Sitaro Se Kahenge
Jo Kuch Hame Kahna Hai
Hum Pyar Ke Sagar Me Kahi Dub Na Jaye
Hum Pyar Ke Sagar Me Kahi Dub Na Jaye
Kahi Dub Na Jaye
Dariya Yu Mohabbat Ke
Dariya Yu Mohabbat Ke
Kinaro Se Kahege
Agar Tum Na Sunoge
Aji Agar Tum Na Sunoge
To Sitaro Se Kahenge
Jo Kuch Hame Kahna Hai
Jo Kuch Hame Kahna Hai
Ishaaro Se Kahenge Agar Tum Na Sunoge
Aji Agar Tum Na Sunoge
To Sitaro Se Kahenge
Jo Kuch Hame Kahna Hai
Jo Kuch Hume Kehna Hai Ishaaro Se Kahenge Song Lyrics from the movie/album Sabz Baag released in the year 2018 starring Shekhar, Nimmi. The song Jo Kuch Hume Kehna Hai Ishaaro Se Kahenge was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Aziz Kashmiri. The music was given by Vinod. The lyrics were Penned by Aziz Kashmiri
Share your thoughts