Jo Dil Hi Dil Me Rote Hai
Jo Dil Hi Dil Me Rote Hai
Wo Jahir Gaya Karte Hai
Wo Jahir Gaya Karte Hai
Hanste To Hai Hansne Ke Liye
Hanste To Hai Hansne Ke Liye
Par Dard Dabaya Karte Hai
Par Dard Dabaya Karte Hai
Jo Dil Hi Dil Me Rote Hai
Wo Hushn Hi Kya Jo Beparda Ho
Wo Raj Hi Kya Jo Khul Jaye
Jo Sacche Chahne Wale Hai
Jo Sacche Chahne Wale Hai
Wo Pyar Chhupaya Karte Hai
Wo Pyar Chhupaya Karte Hai
Dil Ki Hakikat Dil Jane
Wo Samjh Chahe Na Samjhe
Hum Aankh Churate Hai Lekin
Hum Aankh Churate Hai Lekin
Dil To Lagaya Karte Hai
Hum Dil To Lagaya Karte Hai
Jo Sacche Chahne Wale Hai
Wo Pyar Chhupaya Karte Hai
Dil Kahata Hai Dekhe Unko
Najare Kahti Hai Chupke Bachke
Kuch Bat Jarur Anokhi Hai
Kuch Bat Jarur Anokhi Hai
Jo Hum Sharmaya Karte Hai
Jo Hum Sharmaya Karte Hai
Jo Sacche Chahne Wale Hai
Jo Sacche Chahne Wale Hai
Wo Pyar Chhupaya Karte Hai
Wo Pyar Chhupaya Karte Hai
Jo Dil Hi Dil Me Rote Hai Song Lyrics from the movie/album Malika-e-aalam Noorjahan released in the year 2018 starring Pradeep Kumar, Asha Mathur. The song Jo Dil Hi Dil Me Rote Hai was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Gunjal. The music was given by Avinash Vyas. The lyrics were Penned by Pyarelal Santoshi
Share your thoughts