Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya Lyrics | Darna Mana Hai | Sunidhi Chauhan, Salim Merchant, Naresh Kamat | Salim Sulaiman

Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya Lyrics | Darna Mana Hai | Sunidhi Chauhan, Salim Merchant, Naresh Kamat | Salim Sulaiman

Din hai jawani ke char
Kal ka na kar intzaar
Din hai jawani ke char
Kal ka na kar intzaar
Jiski jawani me josh hai
Woh sabse khana badosh hai
Ho jo chaha wahi pa liya
Jisne ye hausla kiya
Uske liye hai duniya duniya
Jo dar gaya woh mar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya

Har ek hasi chiz ko pyar kar
Har game ko jeet le haar kar
Jiski tabiyat rangin hai
Jannat se jyada hasin hai
Ho jaan pe khelta rahe
Dar jiske naam se dare
Uske liye hai
Jo dar gaya woh mar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya

Ek raat me sau baras ka nasha
Ek pal me ek zindagi ka maja
Jo kuchh kiya hosh me hi kiya
Jab tak jiya masti me hi jiya
Ho mitha mitha gham bhula diya
Jisne bhi ye nasha kiya
Uske liye hai duniya
Jo dar gaya woh mar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *