Jiya Me Laga More Baan Preet Ka Lyrics | Archana | Manna Dey | Shankar Jaikishan

Jiya Me Laga More Baan Preet Ka Lyrics | Archana | Manna Dey | Shankar Jaikishan

Jiya me laaga more baan preet ka
Jiya me laaga more baan preet ka
Ghayal hai arman preet ka
Ghayal hai arman preet ka
Jiya me laaga more baan preet ka
Jiya me laaga more baan preet ka

Bin kaajar the naina kale
Bin kaajar bin kajhar
Bin kaajar the naina kale
The chitvan ke baan nirale
Haar na mane hum dilwale
Hum dilwale hum dil wale
Jiya me laaga more baan preet ka
Gayal hai arman preet ka
Jiya me laaga more baan preet ka

Tarpat tarpat rain gujaru
Tarpat tarpat tarpat
Tarpat tarpat rain gujaru
Sari raina panth niharu
Baanke papiha pee ko pukaru
Pee ko pukaru pee ko pukaru
Jiya me laaga more baan preet ka
Gayal hai arman preet ka
Jiya me laaga more baan preet ka

Man ki agan se deep jalau
Man ki agan se deep jalau
Har dam deepak raag sunau
Sari umariya gaana gaau
Gaana gaau gaana gaau

Jiya me laaga more baan preet ka
Jiya me laaga more baan preet ka
Gayal hai arman preet ka
Gayal hai arman preet ka
Jiya me laaga more baan preet ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *