Jiya Main Na Jiya, Reza Reza Mera Jiya Lyrics | Gunday | Arijit Singh | Sohail Sen

Jiya Main Na Jiya, Reza Reza Mera Jiya Lyrics | Gunday | Arijit Singh | Sohail Sen

Jiya main na jiya reza reza mera jiya
Jiya main na jiya reza reza mera jiya
Mai begaana sa tha deewana sa
Mujhko teri chaahat me basa diya
Jiya main na jiya
Jiya main na jiya main na jiya

Ho likhu hawaao pe main naino se naam tera
Ho saaye se mai haatho ke saaya lu thaam tera
Ishq ka tu haraf jiske chaaro taraf
Meri baaho ke ghere ka bane hashiya
Jiya main na jiya reza reza mera jiya
Jiya main na jiya main na jiya

Naina firozi nehar
Khwaabo ke paani me ghar
Aise hu me tere bin sehra ki jaise sehar
Saans me tu bhare do jahaan se pare
Aake tujhse milu main mere sathiya
Jiya main na jiya reza reza mera jiya
Jiya main na jiya main na jiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *