Jiya Kho Gaya O Tera Ho Gaya Lyrics | Railway Platform | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Jiya Kho Gaya O Tera Ho Gaya Lyrics | Railway Platform | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Jiya kho gaya ho tera ho gaya
Mai kahu to kahu kaise ho
Jiya kho gaya
Jiya kho gaya ho tera ho gaya
Mai kahu to kahu kaise ho
Jiya kho gaya

Gair hai phir bhii tu mujhko apna lage
Terii har baat chahat ka sapna lage
Gair hai phir bhii tu mujhko apna lage
Terii har baat chahat ka sapna lage

Jiya kho gaya ho tera ho gaya
Mai kahu to kahu kaise ho
Jiya kho gaya ho tera ho gaya
Mai kahu to kahu kaise ho
Jiya kho gaya

Uthate uthate jhuku
Jhukte jhukte uthu
Aur takra gai do nigahe
Phul se khil gaye dil se dil mil gaye
Jaise milti hai manzil se rahe
Uthate uthate jhuku
Jhukte jhukte uthu
Aur takra gai do nigahe
Phul se khil gaye dil se dil mil gaye
Jaise milti hai manzil se rahe

Jiya kho gaya ho tera ho gaya
Mai kahu to kahu kaise ho
Jiya kho gaya ho tera ho gaya
Mai kahu to kahu kaise ho
Jiya kho gaya

Mujhko apne pe bhii laaj aane lagii
Mai akele me chhup chhup ke gane lagi
Mujhko apne pe bhii laaj aane lagii
Mai akele me chhup chhup ke gane lagi

Jiya kho gaya ho tera ho gaya
Mai kahu to kahu kaise ho
Jiya kho gaya ho tera ho gaya
Mai kahu to kahu kaise ho
Jiya kho gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *