Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum
Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum
Aasha Hame Hai Vishwas Hai
Har Mushkil Se Vidhata Nikaloge Tum
Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum
Aasha Hame Hai Vishwas Hai
Har Mushkil Se Vidhata
Nikaloge Tum
Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum
Saye Me Ham Aap Hi Ke Pale
Satkarm Kee Rah Par Ham Chale
Sare Jahan Kee Bhalayi Kare
Ham Naa Kisiki Burayi Kare
Iss Duniya Ke Dukhon Se Bacha Loge Tum
Iss Duniya Ke Dukhon Se Bacha Loge Tum
Aasha Hame Hai Vishwas Hai
Har Mushkil Se Vidhata Nikaloge Tum
Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum
Har Pal Agar Tumhara Sath Hai
Phir Humko Darne Kee Kya Bat Hai
Kathanayiyo Se Naa Harenge Ham
Tumko Hamesha Pukarenge Ham
Apne Gale Se Hame Bhee Lagaloge Tum
Apne Gale Se Hame Bhee Lagaloge Tum
Aasha Hame Hai Vishwas Hai
Har Mushkil Se Vidhata
Nikaloge Tum
Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum
Chhaya Kahee Toh Kahee Dhup Hai
Hai Nam Kitne Kayi Rup Hai
Har Shay Me Tum Ho Samaye Huye
Ham Sab Hain Tumhare Banaye Huye
Ham Jo Ruthe Kabhee Toh Manaloge Tum
Ham Jo Ruthe Kabhee Toh Manaloge Tum
Aasha Hame Hai Vishwas Hai
Har Mushkil Se Vidhata Nikaloge Tum
Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum
Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum Song Lyrics from the movie/album Big Brother released in the year 2018 starring Sunny Deol, Farida Jalal. The song Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum was sung by Udit Narayan, Sadhana Sargam, Roop Kumar Rathod, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Guddu Dhanoa. The music was given by Sandesh Shandilya. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts