Jism Ko Jism Se Aaj Mil Jaane Do
Labon Ko Labon Se Takraane Do (2 Times)
Behaya Besharam Aaj Ban Jaane Do
Behaya Besharam Aaj Ban Jaane Do
Aaj Ki Raat Hadd Se Ghuzar Jaane Do
Aaj Ki Raat Hadd Se Ghuzar Jaane Do
Tu Boond Meri, Main Pyaas Teri
Aa Paas Mere Bdha Na Yeh Doori
Behakne De Mujhko Tere Ishq Mein
Ab Kar Tu Meri Hasrat Yeh Poori
Rooh Ko Rooh Mein Ab Samaa Jaane Do
Labon Ko Labon Se Takraane Do
Yeh Jism Tera Chaadar Hai Meri
Odh Loon Tujhe Main Chaahat Hai Meri
Aadat Hai Teri Raaton Ko Meri
Aa Pyaas Dil Ki Bujha De Tu Saari
Iss Raat Ki Subah Na Aane Do
Labon Ko Labon Se Takraane Do
Behaya Besharam Aaj Ban Jaane Do
Behaya Besharam Aaj Ban Jaane Do
Aaj Ki Raat Hadd Se Ghuzar Jaane Do
Aaj Ki Raat Hadd Se Ghuzar Jaane Do
Jism Song lyrics - Luv Shv Pyar Vyar Song Lyrics from the movie/album Luv Shv Pyar Vyar released in the year 2017 starring Dolly Chawla, Gak. The song Jism Song lyrics - Luv Shv Pyar Vyar was sung by Indrani Sharma, Kunal Ganjawala. The music was given by Gufy. The lyrics were Penned by Zubair Shaikh. The music rights for song purely belongs to T Series
Share your thoughts