Jisko Us Malik Ki Rehmat Song Lyrics from the movie/album Son Of Hatimtai released in the year 2013 starring Radhawa, Mumtaz. The song Jisko Us Malik Ki Rehmat was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Dharam Kumar. The music was given by Bulo C. Rani. The lyrics were Penned by Shadab Akhtar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Jisko Us Malik Ki Rehmat Lyrics

Jab Bhi Dohayi Gayi
Tere Karam Ki Dasta
Jhuk Gaye Sajde Me Tera
Naam Lekar Do Jaha

Jisko Us Malik Ki Rahmat Ka
Sahara Mil Gaya
Usko Manzil Mil Gayi
Usko Kinara Mil Gaya
Jisko Us Malik Ki Rahmat Ka

Marde Momin Ne Kaha
Allahu Akbar Jis Ghadi
Ban Gayi Faulad Ki Zanjeer
Phulo Ki Ladi
Tur Par Dekha Tha Musa Ne
Jise Wo Kaun Tha
Wo Kaun Tha
Ruk Gaya Toofan
Ruk Gaya Tufan Mauje Ban Gayi
Khud Na Khuda
Khud Na Khuda
Khud Na Khuda
Nuhu Ki Kashti Ko Jab
Uska Ishara Mil Gaya
Usko Manzil Mil Gayi
Usko Kinara Mil Gaya
Jisko Us Malik Ki Rahmat Ka

Aye Khuda Ke Nek Bande
Bukh Me Kurani Na Bhul
Hazarat Ibrahim Ke Bete Ki
Kurbani Na Bhul
Rahe Hakime Momino Ka
Naam Zinda Ho Gaya
Kufar Jab Had Se Badha
Kufar Jab Had Se Badha
Islam Zinda Ho Gaya
Islam Zinda Ho Gaya
Islam Zinda Ho Gaya
Ho Gaya Zinda
Jise Uska Ishara Mil Gaya
Usko Manzil Mil Gayi
Usko Kinara Mil Gaya
Jisko Us Malik Ki Rahmat Ka

Sar Nago Hai Maszide
Teri Mukaddar Ki Rah Mein
Jagmagata Hai Tera Hi
Naam Har Dargah Mein
Tu Hai Rabbul Aalmi
Makke Madine Ki Kasam
Tere Dar Par Ruk Gaye Hai
Tere Dar Par Ruk Gaye Hai
Har Namazi Ke Kadam
Har Namazi Ko Tere
Dar Ka Sahara Mil Gaya
Usko Manzil Mil Gayi
Usko Kinara Mil Gaya
Jisko Us Malik Ki Rahmat Ka.

Share your thoughts

Mohammed rafi, Bolo hawao bolo dishao mohammad rafi, Son of hatimtai, Mohammad rafi, Hatimtai, Mohammed rafi chale hain sasural hum ne teri jafa ka naam wafa, Mohammad, Mumtaz, Usko manzil mil gai usko kinara mohammad rafi son of alladin music bulo c rani, Mohammadrafi, Yeh sach hai ae jahanwalo, Aanewala hai din qyamat ka, Manna dey aye watan sarfaroshi ki tamanna, Muhammadrafi, Suhana sama tum kahan, Woh bharat desh hai mera, Kal hamara hai