Jisaka Koee Nahee Usaka Toh Lyrics | Laawaris | Manna Dey | Kalyanji Anandji

Jisaka Koee Nahee Usaka Toh Lyrics | Laawaris | Manna Dey | Kalyanji Anandji

Jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
Jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
Jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
Ha khuda hain yaro
Mai nahi kehta
Mai nahi kehta kitabo me likha hain yaro
Jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
Ha khuda hain yaro
Ha khuda hain yaro

Jisne paida kiya duniya me wahi palega
Ha wahi palega
Jisne paida kiya duniya me wahi palega
Ham ko har mod pe
Har julm se bacha lega
Apane bando se
Apane bando se kaha kab woh juda hain yaro
Jiska koi nahi
Jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
Ha khuda hain yaro
Ha khuda hain yaro

Julm insan ka jab had se gujar jata hai
Ha gujar jata hai
Julm insan ka jab had se gujar jata hai
Woh kisi aur hi surat me paas aata hai
Anaginat rup me woh ham se mila hain yaro
Jiska koi nahi
Jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
Ha khuda hain yaro
Mai nahi kehta
Mai nahi kehta kitabo me likha hain yaro
Jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
Ha khuda hain yaro
Ha khuda hain yaro
Ha khuda hain yaro
Ha ha khuda hain yaro

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *