Jis Din Is Duniya Se Nafrat Aur Khudgarzi Mit Jayegi Song Lyrics from the movie/album Maa Baap released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Kamini Kadam. The song Jis Din Is Duniya Se Nafrat Aur Khudgarzi Mit Jayegi was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by V M Vyas. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Jis Din Is Duniya Se Nafrat Aur Khudgarzi Mit Jayegi Lyrics

O O O
Jis Din Is Duniya Se Nafrat Aur Khudgarzi Mit Jayegi
Jis Din Is Duniya Se Nafrat Aur Khudgarzi Mit Jayegi
Us Roz Ye Insaan Nachega Us Roz Ye Dharti Gayegi
Us Roz Ye Dharti Gayegi

Is Tukde Par Haq Mera Hai Us Chappe Par Haq Tera Hai
Is Tukde Par Haq Mera Hai Us Chappe Par Haq Tera Hai
Is Waham Me Jab Tak Hai Duniya Samjho Ke Dur Savera Hai
Jab Dukh Sukh Sab Mil Baatenge Aur Ulfat Saaz Bajayegi
Us Roz Ye Insaan Nachega Us Roz Ye Dharti Gayegi
Us Roz Ye Dharti Gayegi

Insaan Ke Dil Me Jab Tak Bhi Takat Ka Nasha Aur Lalach Hai
Insaan Ke Dil Me Jab Tak Bhi Takat Ka Nasha Aur Lalach Hai
Ye Duniya Jahnnaum Hi Hogi Ye Aaj Bhi Sach Kal Bhi Sach Hain
Jab Apni Apni Mehanat Hi Sabki Daulat Kahlayegi
Us Roz Ye Insaan Nachega Us Roz Ye Dharti Gayegi
Us Roz Ye Dharti Gayegi

Suraj Ka Ujala Sabka Hain Chanda Ki Chandiyan Sabki Hain
Suraj Ka Ujala Sabka Hain Chanda Ki Chandiyan Sabki Hain
Insaan Abhi Paida Na Hua Tha Reet Ye Kayam Jab Ki Hain
Jab Dwip Ke Badal Bikhrenge Aur Preet Kiran Muskayengi
Us Roz Ye Insaan Nachega Us Roz Ye Dharti Gayegi
Us Roz Ye Dharti Gayegi
Jis Din Is Duniya Se Nafrat Aur Khudgarzi Mit Jayegi
Us Roz Ye Insaan Nachega Us Roz Ye Dharti Gayegi
Us Roz Ye Dharti Gayegi

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Jis din is duniya se nafrat karaoke with lyrics, Jis din is duniya se nafrat, Jis din is duniya se nafrat lyrics, Mohammad rafi, Mohammed rafi, Chitragupt, Mohammed rafi ke gane, Best of chitragupta, Jis din is duniya se nafrat karaoke, Jis din is duniya se nafrat -full karaoke track, Chitragup, Jis din is duniya se nafrat songs, Mohammed rafi superhit song, Mohammed rafi ke purane gane, Karaoke songs with lyrics, Mohammed rafi songs karaoke, Jal ja parayee aag mei lyrics