Jine Ke Bahane Laakho Hain Lyrics | Khoon Bhari Maang | Asha Bhosle | Rajesh Roshan

Jine Ke Bahane Laakho Hain Lyrics | Khoon Bhari Maang | Asha Bhosle | Rajesh Roshan

Jine ke bahane lakho hai
Jina tujhko aaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi tune apnaya hi nahi
Jine ke bahane lakho hai jina tujhko aaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi tune apnaya hi nahi

Kya dil me tere araman nahi
Duniya itni viran nahi
Kya dil me tere araman nahi
Duniya itni viran nahi
Har taraf ujale hai phir bhi
Har taraf ujale hai phir bhi
Tere sath koi saya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi tune apnaya hi nahi
Jine ke bahane lakho hai

Kya gam hai jiska ilaj nahi
Kal na tha agar kya aaj nahi
Kya gam hai jiska ilaj nahi
Kal na tha agar kya aaj nahi
Har gam ka marhum hota hai
Har gam ka marhum hota hai
Dil tune dikhalaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi tune apnaya hi nahi
Jine ke bahane lakho hai

Tu dhundhe kahi jo karar mile
Kisi mod pe bhi jo pyar mile
Tu dhundhe kahi jo karar mile
Kisi mod pe bhi jo pyar mile
Pyase ko jana padta hai
Pyase ko jana padta hai
Sagar chal ke aaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi tune apnaya hi nahi
Jine ke bahane lakho hai
Jina tujhko aaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi tune apnaya hi nahi
Kabhi tune apnaya hi nahi
Kabhi tune apnaya hi nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *