Aa…
Sa ni dha pa ma …
Jindgi jhum kar muskurane ko hai – (2)
Pyar apni kahani sunane ko hai – (2)
Jindgi jhum kar muskurane ko hai
(Khwab ankho me lekar diwane chale
Kya hai diwangi yeh dikhane chale) – (2)
Hosh khone chale jan ganwane chale
Ishq kee bazi lagane ko hai
Jindgi jhum kar muskurane ko hai – (2)
Pyar apni kahani sunane ko hai – (2)
Jindgi jhum kar muskurane ko hai
Abb nigahe mili aur pyar ho gaya – (2)
Aur pyar ho gaya………
