Jindagi Jindagi Kya Kami Reh Gai Lyrics | Yuvvraaj | Srinivas | A R Rahman

Jindagi Jindagi Kya Kami Reh Gai Lyrics | Yuvvraaj | Srinivas | A R Rahman

Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Aankh ki kor mein kyun nami reh gayi
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein kyun nami reh gayi
Tu kahan kho gayi
Tu kahan kho gayi koi aaya nahi
Dopehar ho gayi koi aaya nahi zindagai zindagi

Din aaye din jaaye
Sadiyan bhi gin aaye
Sadiyan re
Tanhai lipti hai
Lipti hai sanso ki
Rasiya re
Tere bina badi pyasi hai
Tere bina hai pyasi re
Naino ki do sakhiyan re
Tanha re mein tanha re
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi zindagi zindagi

Subah ka kohara hai
Shaam ki dhool hai
Tanhai hai
Raat bhi jard hai
Dard hi dard hai
Ruswai hai
Kaise kaate sanse uljhi hain
Raaten badi jhulsi jhulsi hain
Naina kori sadiya re
Tanha re mein tanha re
Zindagi zindagi
Kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi
Tu kahan kho gayi
Koi aaya nahi
Dopehar ho gayi
Koi aaya nahi
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *