Jindagee Phele Kabhee Itanee Hasin Kaha Song Lyrics from the movie/album Prashant Tamang - Dhanyavad. The song Jindagee Phele Kabhee Itanee Hasin Kaha was sung by Prashant Tamang

Jindagee Phele Kabhee Itanee Hasin Kaha Lyrics

Jindagee Phele Kabhee Itanee Hasin Kaha
Raste Hai Sab Wahee, Badla Hai Bas Jaha
Raat Toh Gujar Gayee Hai, Aa Gayee Subah
Kisko Khabar Thee Yeh Hame Le Aayengee Yaha

Dil Me Tamannao Ko Liye, Chahato Kee Khaatir Ham Toh Jiye
Tanha Akele Chalate Rahe, Diye Jindagee Ke Jalate Rahe
Ho Ho Aise Achaanak Sab Mil Gaya, Tufaan Ko Saahil Jaise Mil Gaya
Jindagee Phele Kabhee Itanee Hasin Kaha
Raste Hai Sab Wahee, Badla Hai Bas Jaha
Raat Toh Gujar Gayee Hai, Aa Gayee Subah
Kisko Khabar Thee Yeh Hame Le Aayengee Yaha

Hamne Suna Tha Abb Yeh Jaane, Kushiya Toh Dundhe Bas Bahaane
Kitne Hai Jaane Kitne Ajaane, Kuchh Kho Gaye Sapne Kuchh Hai Paane
Ham Naa Kisiko Ko Bhula Paayenge, Chaahe Yeh Duniya Bhee Mil Jaaye
Jindagee Phele Kabhee Itanee Hasin Kaha
Raste Hai Sab Wahee, Badla Hai Bas Jaha
Raat Toh Gujar Gayee Hai, Aa Gayee Subah
Kisko Khabar Thee Yeh Hame Le Aayengee Yaha

Kuchh Duriya Kuchh Faasle Jivan Me Hai Yaha
Koyee Dur Hokar Paas Hai Samjha Koyee Kaha
Har Rang Har Rup Me Dekha Hai Yeh Jahaan
Armaan Hai Bas Sako Mile Sab Kuchh Mile Yaha
Kitne Hee Din Aur Kitnee Raate, Yaad Rahengee Kuchh Baate
Yaado Ko Dil Me Ham Sajaaye, Yeh Jindagee Yu Hee Chaltee Jaaye
Muskil Hai Sab Kuchh Samajh Paana, Maane Ya Naa Maane Hamne Maana
Kuchh Duriya Kuchh Faasle Jivan Me Hai Yaha
Koyee Dur Hokar Paas Hai Samjha Koyee Kaha
Har Rang Har Rup Me, Dekha Hai Yeh Jaha
Armaan Hai Bas Sako Mile Sab Kuchh Mile Yaha
Jindagee Phele Kabhee Itanee Hasin Kaha
Raste Hai Sab Wahee, Badla Hai Bas Jaha
Raat Toh Gujar Gayee Hai, Aa Gayee Subah
Kisko Khabar Thee Yeh Hame Le Aayengee Yaha

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Prashant tamang, Prashant tamang jindagi pehle kabhi, Indian idol prasant tamang, Prashant, Tamang, Prasant tamang first song, Prashant indian idol, Dhanyavad, Pehla nasha song, Love dose lyrics, Love dose with lyrics, Prashanttamang, Khesari lal yadav aur kajal raghwani song, Prasant_tamang_cover_song, Khesari lal yadav new song, Zindagi pehle kabhi, Indian idol 3 contestants, Sony music entertainment, Meiyang chang, Panchatantra, Indian idol singing competition