Zindagi ke khel me
Kaun ye jane ke hona hai kya
Zindagi ke khel me
Kaun ye jane ke hona hai kya
Jo bhi hona hai wo to hoga
Na soch tu kya hoga
Zindagi ke khel me
Kaun ye jane ke hona hai kya
Kaha se chale
Kaha aaye ham
Kaha se chale
Kaha aaye ham
Hame le chale kaha ye kadam
Aane vala hai jo lamha kya dikhayega
Ho agla mausam jane kaise gul khilayega
Badli jo rut yaha to jane kaisi chalegi hawa
Jo bhi hona hai wo to hoga
Na soch tu kya hoga
Zindagi ke khel me
Kaun ye jane ke hona hai kya
Jise khel ham samajhate rahe
Jise khel ham samajhate rahe
Pata ye chala ke wo pyar hai
Kal jo apna rasta tha ab wo manjil hai
O kal ki sari duniya jane
Aaj bas dil hai
Dekho ham dono se hona hai
Sara zamana khafa
Jo bhi hona hai wo to hoga
Na soch tu kya hoga
Zindagi ke khel me
Kaun ye jane ke hona hai kya

