Jhuthe Wado Ne Maar Dala Song Lyrics from the movie/album Teer Aur Talwaar released in the year 2018 starring Kamran, Kamal Mehra. The song Jhuthe Wado Ne Maar Dala was sung by Yusuf Azad. This movie/album was directed by Mohd Husain. The music was given by Nisar. The lyrics were Penned by Farooq Qaiser

Jhuthe Wado Ne Maar Dala Lyrics

Jhuthe Vado Ne Maar Dala
Jhuthi Baato Ne Maar Dala
Jhuthe Vado Ne Maar Dala
Jhuthi Baato Ne Maar Dala
Shikva Kaanto Se Kuch Bhi Nahi
Shikva Kaanto Se Kuch Bhi Nahi
Humko Phulo Ne Maar Dala
Mithi Baato Ne Maar Dala

Baato Baato Me Ye Diwana Bana Dete Hai
Inpe Karna Na Bharosa Ye Saza Dete Hai
Par Yu Ulfat Ka Ye Is Tarah Wada Karte Hai
Balki Ye Kaate Har Dil Me Rakha Karte Hai
Isko Ulfat Ko Liye Ek Khel Samjh Baithe Hai
Chahne Walo Se Bekaar Ulajh Baithe Hai
Jahar Kha Lena Magar Dil Na Lagana Inse
Ho Sake Jitna Nigaho Se Bachana
Kyo Jhuthe Vado Ne Maar Dala
Jhuthi Baato Ne Maar Dala
Jhuthe Vado Ne Maar Dala
Jhuthi Baato Ne Maar Dala
Shikva Kaanto Se Kuch Bhi Nahi
Shikva Kaanto Se Kuch Bhi Nahi
Humko Phulo Ne Maar Dala
Mithi Baato Ne Maar Dala

Humne Dekha Na Kabhi Inko Zara Bhi Tan Ke
Inke Kadamo Me Rahe Chahne Wale Ban Ke
Ham To Milte Hai Hasino Se Chup Chup Ke
Baat Bhi Karte Hai Inse Bhut Ruk Ruk Ke
Ham Nahi Karte Kabhi Pyar Ka Dawa Jhutha
Inke Gajaro Ke Liye Humne Chaman Ko Luta
Le Ke Dil Aise Akad Jana Aji Thik Nahi
Apna Haq Maangte Hai Tumse Koi Bheekh Nahi
Bas Jhuthe Vado Ne Maar Dala
Jhuthi Baato Ne Maar Dala
Jhuthe Vado Ne Maar Dala
Jhuthi Baato Ne Maar Dala
Shikva Kaanto Se Kuch Bhi Nahi
Shikva Kaanto Se Kuch Bhi Nahi
Humko Phulo Ne Maar Dala
Mithi Baato Ne Maar Dala

Share your thoughts

Vaada tera vaada with lyrics, Jhoothe wadon ne maar dala, Yusuf azad qawwal, Teer aur talwar, Lyrics of hindi songs, Lyrics, Song lyrics, Jab se balam ghar aaye, Aaftabe risalat qawali, Aaftabe risalat madine mein hain qawwali, Aaftabe risalat sabri brother, Safar, Aaftabe risalat, Aaftabe risalat madine mein hain, Aaftabe risalat 2017, Sabri brothers qawali, Sabri brothers qawwali, Sabri brothers qawwali video, Rakhlo fir laaj sabri brother