Jhoomti Hai Nazar Song Lyrics from the movie/album Hatimtai released in the year 2016 starring P. Jairaj, Shakeela. The song Jhoomti Hai Nazar was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Homi Wadia. The music was given by S. N. Tripathi. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Jhoomti Hai Nazar Lyrics

Jhoomti Hai Nazar Jhoomta Hai Pyar
Jhoomti Hai Nazar Jhoomta Hai Pyar
Ye Nazar Chhin Kar Le Gayi Karar
Ye Nazar Chhin Kar Le Gayi Karar
Jhoomti Hai Nazar Jhoomta Hai Pyar

Hum Hai Azad Panchi Fizao Ke
Hath Na Aa Sake Hum Hawao Ke
Wade Karte Nahi Hum Wafao Ke
Phir Bhi Kyu Janu Dil Tum Pe Hai Nishar
Ye Nazar Chhin Kar Le Gayi Karar
Jhoomti Hai Nazar Jhoomta Hai Pyar

Mai Tere Husn Ke Geet Gaunga
Ishk Ki Arzu Lab Pe Launga
Main Tujhe Dhadkano Me Basaunga
Ek Hai Dil Jisme Hai Hasrate Hazar
Ye Nazar Chhin Kar Le Gayi Karar
Jhoomti Hai Nazar Jhoomta Hai Pyar

Meri Har Sans Mein Tera Pyar Hai
Meri Har Sans Mein Tera Pyar Hai
Tu Mere Bage Dil Ki Bahar Hai
Tu Mere Bage Dil Ki Bahar Hai
Tu Meri Jinagi Ka Singar Ka Hai
Ye Nazar Chhin Kar Le Gayi Karar
Jhoomti Hai Nazar Jhoomta Hai Pyar

Tum Hame Ham Tumhe Dekhte Rahe
Tum Hame Ham Tumhe Dekhte Rahe
Hale Dil Ho Ya Lab Na Kuch Kahe
Hale Dil Ho Ya Lab Na Kuch Kahe
Milke Ham Pyar Ki Maujo Me Bahe
Aa Jara Chhed De Dil Se Dil Ke Tar
Ye Nazar Chhin Kar Le Gayi Karar
Jhoomti Hai Nazar Jhoomta Hai Pyar.

Share your thoughts

Chorus tatar ka chor mast nazar ke paimane chhalke, Hatimtai, Jhumti hai nazar jhumta hai pyar, Suman kalyanpur hatimtai o janewale - hatimtai, Teri kasam aaj mera dil hua (from hatimtai), Mohammed rafi, S. n. tripathi shamshad begum classic hindi soundtracks, Hatimtai full album, Jairaj, Hatimtai (1956), P. jairaj, Aa gai bahar hae, #jhoomtihainazar, Vol. 37 aa gayi bahar haye, Do aadmi bheegi bheegi mehki mehki raat hai, Aa gayi bahar, Nakhre karti darti gai thi