Jhoomta Gaata Saawan Aaya Lyrics | Jazbaat | Sulakshana Pandit | Raj Kamal

Jhoomta Gaata Saawan Aaya Lyrics | Jazbaat | Sulakshana Pandit | Raj Kamal

Jhumta gaata sawan aaya par na laya sajan ko
Jhumta gaata sawan aaya par na laya sajan ko
Jo sawan bin sajan aaye aag lage us sawan ko
Jhumta gaata sawan aaya par na laya sajan ko
Jo sawan bin sajan aaye aag lage us sawan ko
Jhumta gaata sawan aaya sawan aaya

Rimjhim rimjhim barkha barse
Aise me priyatam ye manwa tere milan ko tarse
Sakhiya jhule haye pyar ke jhule
Usko jhula kon jhulaye jisko sajan bhule
O aaja piya aaja re jhulna jhula ja re
O aaja piya aaja re jhulna jhula ja re

Takte hai nain teri rah din rain tu
Ab to darash dikha ja re tere naam ki
Tere naam ki rat lagi hai
Man tadpe tere darshan ko
Jo sawan bin sajan aaye aag lage us sawan ko
Jhumta gaata sawan aaya sawan aaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *