Jhoomen Yeh Zameen Song Lyrics from the movie/album Bas Itna Sa Khwaab Hai... released in the year 2016 starring Abhishek Bachchan, Rani Mukerji. The song Jhoomen Yeh Zameen was sung by Roop Kumar Rathod. This movie/album was directed by Goldie Behl. The music was given by Aadesh Shrivastava. The lyrics were Penned by Dev Kohli. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Jhoomen Yeh Zameen Lyrics

Jhoomen Yeh Zameen Jhoomen Aasmaan
Jhoomen Yeh Zameen Jhoomen Aasmaan
Jhoomen Yeh Zameen Jhoomen Aasmaan
Dono Hai Meri Baahon Ke Darmiyaan
Jhoomen Yeh Zameen Jhoomen Aasmaan
Dono Hai Meri Baahon Ke Darmiyaan
Kaisa Maja Hai Yeh Kaisa Hai Nasha
Kadmo Mein Hai Jaise Mere Yeh Jahaan
Jo Bhi Chaaha Hai Woh Hi Paya Hai
Aaj Masti Mein Jaam Uthaya Hai
Jhoomen Yeh Zameen Jhoomen Aasmaan
Dono Hai Meri Baahon Ke Darmiyaan
Kaisa Maja Hai Yeh Kaisa Hai Nasha
Kadmo Mein Hai Jaise Mere Yeh Jahaan
Jo Bhi Chaaha Hai Woh Hi Paya Hai
Aaj Masti Mein Jaam Uthaya Hai

Ho Meri Zameen Tera Aasmaan
Ha Bas Itna Sa Tera Khwaab Tha
Hai Wahi Zameen Aasmaan Wahi
Aankhen Kholi Tera Kuch Bhi Nahi
Ay Jahan Se Chal De Wahin
Ke Nahi Teri Yeh Mehfil Nahi
Teri Zameen Tera Aasmaan
Bas Itna Sa Tera Khwaab Tha
Bas Itna Sa Tera Khwaab
Bas Itna Sa Khawaab Hai
Hey Ganga Maiya Hey Ganga Maiya
Jana Hame Nahi Re Hey Ganga Maiya.

Share your thoughts

Bas itna sa khwaab hai, Hema sardesai, Dil nasheen, Shaan, Sukhwinder