Jhum Jhum Kar Badal Aaye
Kudrat Ka Sandesha Laye
Jhum Jhum Kar Badal Aaye
Kudrat Ka Sandesha Laye
Ha Ha Jawani Ho Ho Jawani
Kiski Rahi Hai Kiski Rahegi
Kiski Rahi Hai Ji Kiski Rahegi
Din Dhal Jayenge Phir Tu Kahegi
Din Dhal Jayenge Phir Tu Kahegi
Ye Karna Tha Haye Kiya Na
Jine Ka Bhi Lupt Liya Na
Ha Ha Jawani Ho Ho
Mautim Hai Ulfat Karle
Tu Dil Ki Jholi Bhar Le
Phir Sawan Aaye Na Aaye
Umariya Biti Jaye
Mautim Hai Ulfat Karle
Tu Dil Ki Jholi Bhar Le
Phir Sawan Aaye Na Aaye
Umariya Biti Jaye
Rut Mastani Ho Ho Ho
Rut Mastani
Kisse Rahi Hai Kisse Rahegi
Kisse Rahi Hai Ji Kisse Rahegi
Din Dhal Jayenge Phir Tu Kahegi
Din Dhal Jayenge Phir Tu Kahegi
Ye Karna Tha Haye Kiya Na
Jine Ka Bhi Lupt Liya Na
Ha Ha Jawani Ho Ho
Maine Bulbulo Ko Bag Me
Dekha Hai Ashk Bahate
Maine Bulbulo Ko Bag Me
Dekha Hai Ashk Bahate
Par Din Bahar Ke Jake Nahi Aate
Par Din Bahar Ke Jake Nahi Aate
Rut Mastani Ho Ho Rut Mastani
Kisse Rahi Hai Kisse Rahegi
Din Dhal Jayenge Phir Tu Kahegi
Din Dhal Jayenge Phir Tu Kahegi
Ye Karna Tha Haye Kiya Na
Jine Ka Bhi Lupt Liya Na
Ha Ha Jawani Ho Ho
Jhoom Jhoom Kar Baadal Aaye Song Lyrics from the movie/album Khamosh Sipahi released in the year 2018 starring Sohan, Nigar Sultana. The song Jhoom Jhoom Kar Baadal Aaye was sung by Mohammed Rafi, Geeta Dutt. This movie/album was directed by D N Madhok, Ram Kamini. The music was given by Hansraj Behl. The lyrics were Penned by D N Madhok
Share your thoughts