Jhonka Hawa Ka Jhonka Jhonka Hawa Ka Jhonka
Chukar Hume Jane Jaha Jane Kaha Dil Le Gaya
Hona Yahi Tha Hona Hona Yahi Tha Hona
Milna Tha Yu Hum Tum Mile
Hum Tum Mile Dil Kho Gaya
Jhonka Hawa Ka Jhonka
Kaise Lali Wo Sham Ki Galo Par Cha Gayi
Pyase Dil Me Jo Bat Thi Hotho Par Aa Gayi
Chehre Se Yu Julfe Udi Wo Raj Dil Khul Gaya
Jhonka Hawa Ka Jhonka
Halka Halka Ye Dard Kya Mere Dil Me Utha
Do Dil Jab Yu Bechain Ho Aaye Kitna Maza
Aankho Me Kya Chhaya Nasha Lagta Hai Sab Kuch Naya
Hona Yahi Tha Hona
Jagi Ratein Kati Nahi Ab To Tere Bina
Aise Chupke Milte Rahe Aakhir Kab Tak Yaha
Hona Tha Jo Ho Hi Gaya Ab Dar Zamane Se Kya
Jhonka Hawa Ka Jhonka
Chukar Hume Jane Jaha Jane Kaha Dil Le Gaya
Hona Yahi Tha Hona Milna Tha Yu
Hum Tum Mile Hum Tum Mile
Dil Kho Gaya Jhonka Hawa Ka Jhonka
Jhonka Hawa Ka Jhonka Song Lyrics from the movie/album Taxi Chor released in the year 2018 starring Mithun Chakraborty, Zarina Wahab. The song Jhonka Hawa Ka Jhonka was sung by Usha Mangeshkar, Kishore Kumar. This movie/album was directed by Sushil Vyas. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts