Jhil-mil Sitaaro Ke Tale
Aa Meraa Daaman Thaam Le
Rangin Bahaaro Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le
Jhil-mil Sitaaro Ke Tale
Aa Meraa Daaman Thaam Le
Mai Tere Dill Ki Baat Hun
Mai Tere Dill Ki Baat Hun
Thahri Hui Barsaat Hun
Mai Tere Dill Ki Baat Hun
Kadmo Pe Jiske Chaandani
Mai Vo Suhaani Raat Hun
Mai Vo Suhaani Raat Hun
Ye Husn Kaa Paigaam Le
Aa Meraa Daaman Thaam Le
Ye Husn Kaa Paigaam Le
Aa Meraa Daaman Thaam Le
Jhil-mil Sitaaro Ke Tale
Aa Meraa Daaman Thaam Le
Pyaasi Nigaahon Ki Kasam
Khaamosh Aaho Ki Kasam
Pyaasi Nigaahon Ki Kasam
Khaamosh Aaho Ki Kasam
Mai Hun Sarafa Itnzaar
Mai Hun Sarafa Itnzaar
In Khvaabgaaho Ki Kasam
In Khvaabgaaho Ki Kasam
Dil Ki Najar Se Kaam Le
Aa Meraa Daaman Thaam Le
Dil Ki Najar Se Kaam Le
Aa Meraa Daaman Thaam Le
Jhil-mil Sitaaro Ke Tale
Aa Meraa Daaman Thaam Le
Jhil-mil Sitaaro Ke Tale
Jhil Mil Sitaaron Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le Song Lyrics from the movie/album Naaz released in the year 2018 starring Ashok Kumar, Nalini Jaywant. The song Jhil Mil Sitaaron Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by S K Ojha. The music was given by Anil Biswas. The lyrics were Penned by Satyendra
Share your thoughts