Jeete Hain Yahan Song Lyrics from the movie/album Escape From Taliban released in the year 2016 starring Manisha Koirala, Nawab Shah. The song Jeete Hain Yahan was sung by Sneha Pant. This movie/album was directed by Ujjal Chattopadhyaya. The music was given by Vanraj Bhatia. The lyrics were Penned by Mehboob Alam Kotwal. The music rights for song purely belongs to BMG Crescendo

Jeete Hain Yahan Lyrics

Jeete Hain Yahan
Jeete Hain Yahan
Log Magar Log Magar
Phir Bhi Yaha
Phir Bhi Yaha
Zindagi Tham Si Gayi
Zindagi Tham Si Gayi
Jannat Si Thi Yeh Zameen
Jannat Si Thi Yeh Zameen
Ek Jahanum Ban Gayi
Jeete Hain Yahan
Jeete Hain Yahan
Log Magar Log Magar
Phir Bhi Yaha
Phir Bhi Yaha
Zindagi Tham Si Gayi
Zindagi Tham Si Gayi

Barbadi Hain Charo Taraf
Chhaya Hua Matam Sa Hain
Aazadi Bhi Ab Quid Hain
Har Jaan Pe Ek Sitam Sa Hain
Tapata Hua Sehra Yaha
Jalta Hua Har Dil Bhi Hain
Tuta Yakin Lekin Kabhi
Ummid Ki Kiran Bhi Hain
Kabhi To Khushi Ki Aayegi
Wo Subaha
Gham Ki Raat Yeh Keh Ke Gayi
Jeete Hain Yahan
Jeete Hain Yahan
Log Magar Log Magar
Phir Bhi Yaha
Phir Bhi Yaha
Zindagi Tham Si Gayi
Zindagi Tham Si Gayi
Jannat Si Thi Yeh Zameen
Jannat Si Thi Yeh Zameen
Ek Jahanum Ban Gayi
Jeete Hain Yahan
Jeete Hain Yahan
Log Magar Log Magar

Ab Ghyan Ki Sama Jale
Badne Bhi Do Ab Hosle
Aurat Ho Tum Todo Magar
Ab Julm Ke Yeh Silsile
Aawaz Do Khud Ko Zara
Insaaf Ki Devi Bano
Tumko Bhi To Rab Ne Racha
Anyay Ko Tum Kyu Saho
Jeet Ka Parcham Leke Utho Tum
Har Ki Gadiya Beet Gayi
Jannat Si Thi Yeh Zameen
Jannat Si Thi Yeh Zameen
Ek Jahanum Ban Gayi.

Share your thoughts

Escape from taliban full movie, Manisha koirala movies, Nawab shah movies, Movies on afghanistan, Indian movies, Hindi action movies, Movies based on true story in hindi, Movies based on true story, Movies based on true story bollywood, Hindi movies, Bollywood action movies, Bollywood movies