Tarazu Ke Bas Do Thaal Hain
Ek Ore Hum Dooje Mein Khwaab Hain
Zindagi Yeh Pareshaan Hai
Zindagi Yeh Pareshaan Hai
Ganimat Hai Tu Yahan
Jeene Mein Aaye Maza
Khareeda Nahi Jaata Khwaab Hai
Kiraya Bhi Aisa Lajawab Hai
Zindagi Yeh Pareshaan Hai
Ganimat Hai Tu Yahan
Jeene Mein Aaye Maza
Tu Jo Mila Jaaga Khwaab Hai
Khoyi Huyi Meri Kitaab Hai
Muskaya Sa Aadaab Hai
Jeene Mein Aaye Maza
Sustaye Mausam Aabaad Hain
Hawaon Ke Rukh Humse Naaraz Hain
Zindagi Yeh Pareshaan Hai
Ganimat Hai Tu Yahan
Jeene Mein Aaye Maza
Tu Jo Mila Chhida Saaz Hai
Khamoshi Ko Mili Aawaaz Hai
Behti Hawa Sa Ehsaas Hai
Jeene Mein Aaye Maza
Bigda Hua Hisaab Hai
Thoda Nafa Thoda Nuksan Hai
Zindagi Yeh Pareshaan Hai
Ganimat Hai Tu Yahan
Jeene Mein Aaye Maza
Jeene Mein Aaye Maza Song Lyrics from the movie/album Gully Boy released in the year 2019 starring Alia Bhatt, Ranveer Singh. The song Jeene Mein Aaye Maza was sung by Ankur Tewari. The music was given by Ankur Tewari. The lyrics were Penned by Ankur Tewari
Share your thoughts