Jeene Ki Tamanna Song Lyrics released in the year 2024. The song Jeene Ki Tamanna was sung by Danish Alfaaz, RCR. The music was given by Bigg Sandhu. The lyrics were Penned by Danish Alfaaz, RCR. The music rights for song purely belongs to Danish Alfaaz 2.0

Jeene Ki Tamanna Lyrics

Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai

Aaj To Marr Jaayenge Hayee Kuch Kar Jaayenge
Thodi Si Or Pila Do Aaj Na Ghar Jaayenge
Aaj To Marr Jaayenge Hayee Kuch Kar Jaayenge
Thodi Si Or Pila Do Aaj Na Ghar Jaayenge

Teri Hi Aankhon Ke Pyaalon Se Peena Hai
Jab Saath Tu Na Ho Wo Bhi Kya Jeena Hai

Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marne Ka Iraada Hai

Chhedne Waalon Ki Tujhe Haddiyan Tod Di
Tujhe Dekha Maa Kasam Daaru Maine Chhod Di
Dost Meri Delhi Se Aa Rahi Thi Milne
Tere Liye Bich Raaste Se Maine Mod Di

Tujhe Dekh Mera Dil Maare Cheekhey Par
Nazron Ne Teri Kabhi Shor Na Kiya Hai
Ded Saal Se Tere Peechey Pada Hun
Ded Minute Bhi Tune Gor Na Kiya Hai Kyu!

Movie Ki Meri Tujhe Lead Banana Hai
Mummy Ko Tere Haath Ka Khana Khilana Hai
Dil Ki Zameen Tere Naam Karni Hai
Oyo Pe Nahi Tujhe Ghar Pe Le Jaana Hai

Maine To Chaaha Tha Yun! Kasske Tujhe Mai Pakad Lun
Honthon Ko Tere Choomun Raat Bhar Jhoomun Jhoomun

Maine To Chaaha Tha Yun! Kasske Tujhe Mai Pakad Lun
Honthon Ko Tere Choomun Raat Bhar Jhoomun Jhoomun

Sharmon Haya Ke Sab Parde Girane Hain
Tere Badan Ke Sitaare Saare Churane Hain

Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marrne Ka Iraada Hai

Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Raat Bhar Peene Ka Iraada Hai
Galti Jo Ho Jaaye Wo Hone Do Phir
Chhod Na Jaunga Ye Waada Hai

Share your thoughts

Danish alfaaz, Danish alfaaz new song, Danish alfaaz jeene ki tamanna, Aaj phir jeene ki tamanna hai, Jeene ki tamanna, Tanushree jeene ki tamanna, Aaj phir jeene ki tamanna, Adil khan jeene ki tamanna, Jeene ki tamanna by danish, Rcr jeene ki tamanna, Danish alfaaz & rcr, Danish alfaaz song, Aaj fir jeene ki tamanna cove song, Jeene ki tamanna cover song, Aaj fir jeene ki tamana hai, Danish alfaaz ke gane, Danish alfaaz news, Danish alfaaz girlfriend