Jeeley Yeh Lamhe Lyrics | Days Of Tafree – In Class Out Of Class | Anupam Amod, Amit Mishra | Bobby Imran

Jeeley Yeh Lamhe Lyrics | Days Of Tafree – In Class Out Of Class | Anupam Amod, Amit Mishra | Bobby Imran

Yaaron ke bina oh yaaron lagati hai zindagi adhoori
Ek kating chaay mein sabhi ka peena dosti ki theory
Fati huyi jeans ko bhi
Fashion batana majboori
Ghar se chupake girlfriend ko ghumana bhi zaroori
Meethi si hai kabhi
Kabhi thodi si chatpati
Befikar zindagi masti mein doobi huyi
Jee le ye lamhe aaye na ye dobara
Life is like a gubbara
Udne de yaara
Udne de yaara
Jee le ye lamhe aaye na ye dobara

Zindagi ki gullakh mein
Dosti ke sikke hai
Bhoole se bhi na bhoole
Ye to aise kise hai
Chhoti moti baato pe ladna jhagadna hai
Yaari tut jaaye na dil mein hai darr
Milte hi nahi
Koi laakh koshish kare
Rishte dil ke sone se zyada khare
Jeele ye lamhe aaye na ye dobara
Life is like a gubbara
Udne de yaara
Udne de yaara
Jeele ye lamhe aaye na ye dobara

Main bhi tera saanse teri hai
Paa lu tujhe jidd ye meri hai
Mujhme ghuli teri yaade hai
Tere bina shab andheri hai
Chaaha hai tujhe mere dil se tu puchh le
Milta hai sukun baaho me aake tere
Ji le ye lamhe aaye naa ye dobaara
Life is like a gubbara
Udne de yaara
Udne de yaara
Jeele ye lamhe aaye na ye dobara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *