Jee Lagta Nahin Mera Song Lyrics from the movie/album Pyar Ka Sapna released in the year 2012 starring Ashok Kumar, Mala Sinha. The song Jee Lagta Nahin Mera was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Hrishikesh Mukherjee. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Jee Lagta Nahin Mera Lyrics

Jee Lagta Nahin Apna In Desi Najaro Me
Le Jao Mujhe Yaro Europe Ki Baharo Me
Jee Lagta Nahin Apna In Desi Najaro Me
Le Jao Mujhe Yaro Europe Ki Baharo Me
Jee Lagta Nahin Apna

Jaha Husn Hai Albela Bekaid Jawani Hai
Har Julf Sunhari Hai Har Shakal Suhani Hai
Jaha Husn Hai Albela Bekaid Jawani Hai
Har Julf Sunhari Hai Har Shakal Suhani Hai
Is Desh Ki To Yaro Har Chiz Purani Hai
Jee Lagta Nahin Apna In Desi Najaro Me
Le Jao Mujhe Yaro Europe Ki Baharo Me
Jee Lagta Nahin Apna

Dale Huye Baho Me Bahe Waha Ghumunga
Har Phul Se Khelunga Har Kali Ko Chumunga
Dale Huye Baho Me Bahe Waha Ghumunga
Har Phul Se Khelunga Har Kali Ko Chumunga
Har Taal Pe Nachunga Har Nach Pe Jhumunga
Jee Lagta Nahin Apna In Desi Najaro Me
Le Jao Mujhe Yaro Europe Ki Baharo Me
Jee Lagta Nahin Apna

Badnam Nahi Hota Waha Pyar Ka Afsana
Aur Band Nahi Hota Pal Bhar Koi Maykhana
Badnam Nahi Hota Waha Pyar Ka Afsana
Aur Band Nahi Hota Pal Bhar Koi Maykhana
Gardish Me Jo Aaye Jaye Rukta Nahi Paimana
Jee Lagta Nahin Apna In Desi Najaro Me
Le Jao Mujhe Yaro Europe Ki Baharo Me
Jee Lagta Nahin Apna.

Share your thoughts

Mala sinha songs, Jee lagta nahi apna lyrics, Mohammed rafi songs, Din mahine saal karaoke with lyrics, Chitragupt songs, Pyar ka sapna all song, Jee lagta nahi apna, Chitragupta songs, Pyar ka sapna, Pyar ka sapna songs, Pyar ka sapna 1969 songs, Pyar ka sapna (1969) songs, Pyar ka sapna 1969 full movie, Hasino ki aankho ka tara rahunga lyrics, Jiske sapne hame roj aate rahe, Chitragupta hindi songs, Jee lagta nahi apna song, Aides shrivastava