Jee Dhoondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din Lyrics | Jhoom (Album) | Ali Zafar | Ali Zafar

Jee Dhoondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din Lyrics | Jhoom (Album) | Ali Zafar | Ali Zafar

Muddat hui hai yaar ko
Muddat hui hai yaar ko
Mehmaan kiye huye
Muddat hui hai yaar ko
Mehmaan kiye huye
Josh-e-qadah se bazm chiraag ha kiye huye

Jee dhundta hai
Jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
Jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
Baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
Baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
Jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din

Phir jee mein hai ke dar pe
Kisi ke pade rahe
Phir jee mein hai ke dar pe
Kisi ke pade rahe
Sar zar-e-baar-e-minnate
Sar zar-e-baar-e-minnate darba kiye huwe
Jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din

Maange hai phir kisi ko lab-e-baam par hawas
Maange hai phir kisi ko lab-e-baam par hawas
Zulfe siyaah rukh pe pareshaan kiye huwe
Jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din

Gaalib hamein na chhed ke fir josh-e-ashq se
Baithe hain hum tahayya-e-tufaan kiye huwe
Jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
Baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
Baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
Jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
Jee dhundta hai
Jee dhundta hai
Jee dhundta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *